Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNeela Akash (1965)
HomeNeela Akash (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun main chala jaaunga main chala jaaunga do ashk baha loon to chalun main chala jaaunga aaj wo din hai ke toone mujhe thukraaya hai aaj wo din hai ke toone mujhe thukraaya hai apna anjaam inn aankhon ko nazar aaya hai wehshat e dil main zara hosh mein aa loon to chalun main chala jaaunga aaj main gair hoon kuchh din huye main gair na tha aaj main gair hoon kuchh din huye main gair na tha meri chaahat meri ulfat se tujhe bair na tha main hoon ab gair yakeen dil ko dila loon to chalun main chala jaaunga teri duniyaan se main ek roz chala jaaunga teri duniyaan se main ek roz chala jaaunga aur gaye waqt ki maanind nahin aaunga phir na aane ki kasam aaj main khaa loon to chalun aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun main chala jaaunga main chala jaaunga do ashk baha loon to chalun main chala jaaunga
aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar aap ne sikha hai kya dil ke lagaane ke siwaaaa aap ne sikha hai kya dil ke lagaane ke siwaaaa aap ko aata hai kya naaz dikhaane ke siwaa aur humen naaz uthane ki buri aadat hai aur humen naaz uthane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen haaye hoye kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen isliye aap se ghabraa ke bacha li aankhen aap ko teer chalaane ki buri aadat hai aap ko teer chalaane ki buri aadat hai aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar ho chuki der bas ab jaaiyega jaaiyega ho chuki der bas ab jaaiyega jaaiyega banda parwar zara thoda sa kareeb aaiyega aap ko paas naa aane ki buri aadat hai aap ko paas naa aane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri
mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke karen kya ke apni khushi se bhi huye hum tabaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai jab bhi rooth rooth ke rok li teri humne raah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se teri shokh zulf ke saaye mein jo mile panaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi
pyaar wo shai hai aye mere yaaro pyaar wo shai hai aye duniya waalo jo dil mein bas jaaye aur nazar na aaye jeena mushkil marna mushkil mushkil mushkil mushkil mushkil pyaar wo shai hai aye mere yaaro pyaar wo shai hai aye duniya waalo duniya mein do hi cheezen hain duniya mein do hi cheezen hain pyaar hai ya phir paisa pyaar ke badle paisa doon main kabhi na hoga aisa pyaar tumhaare kaam aayega paisa kaam na aaye jeena mushkil marna mushkil mushkil mushkil mushkil mushkil pyaar wo shai hai aye mere yaaro pyaar wo shai hai aye duniya waalo in aankhon ne un aankhon ko in aankhon ne un aankhon ko teligram kiye hain ek nazar mein humne unko sau paigaam diye hain odnery bhi express bhi sab paigaam sunaaye jeena mushkil marna mushkil mushkil mushkil mushkil mushkil o pyaar wo shai hai aye mere yaaro pyaar wo shai hai aye duniya waalo jo dil mein bus jaaye aur nazar na aaye jeena mushkil marna mushkil mushkil mushkil mushkil mushkil ho pyaar wo shai hai aye mere yaaro
tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai do ghadi ke liye ghum jaane kidhar jaata hai jab kabhi door se tu mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai tu wohi hai jise iss dil ne sadaayen di hai tu wohi hai jise iss dil ne sadaayen di hai tu wohi hai jise nazron ne duwaayen di hain tu wohi hai ke jo dil le ke mukar jaata hai do ghadi ke liye ghum jaane kidhar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai jaam itne teri masti bhari aankhon se piye haaaan jaam itne teri masti bhari aankhon se piye bekhudi mein tujhe sajde meri nazron ne kiye tere jalwaon mein khuda mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai teri yaad aate hi ghabraa ke chali aaaati hoon teri yaad aate hi ghabraa ke chali aaaati hoon main har ik qaid ko thukraa ke chali aati hoon main nahin aati mujhe pyaar idhar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aakhari Geet Muhabbat Ka Neela Akash (1965) 04:00 13867
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:00   Song Number : 13867   

Aap Ko Pyaar Chhupane Ki Buri Aadat Hai Neela Akash (1965) 05:03 12036
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Raag- 
Des
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:03   Song Number : 12036   

Mere Dil Se Aa Ke Lipat Neela Akash (1965) 04:29 11890
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 04:29   Song Number : 11890   

Pyaar Wo Shai Hai Neela Akash (1965) 02:37 15339
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 02:37   Song Number : 15339   

Tere Paas Aa ke Mera Neela Akash (1965) 03:59 12061
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Dharmendra
Duration : 03:59   Song Number : 12061